Deewana main Yeshu ka song lyrics
Deewana main Yeshu ka Hindi Christian Worship song lyrics performed by Joseph Raj Allam & Akshay Mathews – दीवाना, मैं यीशु का
Pre-Chorus
दीवाना, मैं यीशु का
मेरे होंठों पे उसका ही नाम
दीवाना, मैं यीशु का
उसके प्यार में डूबा हुआ
दीवाना, मैं यीशु का
मेरे होंठों पे उसका ही नाम
दीवाना, मैं यीशु का
उसके प्यार में डूबा
मैं खोया, मैं जिंदा रहूँ
Chorus
यीशु आ आ आ आ आ
मैं दीवाना आ आ आ आ
यीशु आ आ आ आ आ
मैं दीवाना…
Verse 1
तेरी बातों को सुनता रहूँ
अपनी मनमानी अब ना करूँ
अब ना दाएँ, ना बाएँ मुड़ूँ
तेरे प्यार में डूबा रहूँ
Verse 2
तुझे छोड़ के जाऊँ कहाँ
जहाँ देखूँ तू ही है वहाँ
यीशु, तुझ में ही मिलता सुकून
तेरे प्यार में डूबा रहूँ
Bridge
खोया था मैं, भटका था मैं
माफ़ कर के, घर ले आया
अपनी पहचान, मुझको देकर
अपना बेटा, मुझको कहलाया
Deewana main Yeshu ka Song Lyrics, दीवाना, मैं यीशु का Lyrics
Deewana main Yeshu ka Lyrics in English
Deewana (Official Lyrics)
[Pre-Chorus]
Deewana, main Yeshu ka
Mere honthon pe uska hi naam
Deewana, main Yeshu ka
Uske pyaar mein dooba hua
Deewana, main Yeshu ka
Mere honthon pe uska hi naam
Deewana, main Yeshu ka
Uske pyaar mein dooba
Main khoya, main zinda rahoon
[Chorus]
Yeshu aa aa aa aa aa
Main deewana aa aa aa aa
Yeshu aa aa aa aa aa
Main deewana…
[Verse 1]
Teri baaton ko sunta rahoon
Apni manmaani ab na karoon
Ab na daayein, na baayein mudoon
Tere pyaar mein dooba rahoon
[Verse 2]
Tujhe chhod ke jaaun kahaan
Jahaan dekhoon tu hi hai wahaan
Yeshu, tujh mein hi milta sukoon
Tere pyaar mein dooba rahoon
[Bridge]
Khoya tha main, bhatka tha main
Maaf karke, ghar le aaya
Apni pehchaan mujhko dekar
Apna beta mujhko kehlaya
Estimated reading time: 2 minutes
Key Takeaways
- The article features the lyrics of ‘Deewana main Yeshu ka’ performed by Joseph Raj Allam and Akshay Mathews.
- It includes sections like the Pre-Chorus, Chorus, Verses, and a Bridge that express devotion to Yeshu.
- The lyrics convey themes of love, belonging, and spiritual connection to Yeshu.


